Sorrowful Love Story.

Tota_maina tum mujhe chhod ke ud to nhi jaogi. maina udne jau to tum pakad lena .
Tota me tumhe pakad sakta hu par phir tumhe pa nhi sakta .
Maina ki aankho me aanshu aa gaye or usne apne pankh tod diye or boli ab hm hmesha sath rhenge .
1 din jor se tufan aane wala tha tota udne laga. maina boli tum ud jao mai to ud nhi sakti .
Tota apna khayal rakhna itna kehkar wo ud gaya.
 Jab tufan thama to tote ne wapis aakar dekha to maina mar gayi thi. or ek dali pr likha tha
"kash wo ek bar to kehta ki mai tumhe nhi chhod sakta to shayad mai tufan aane se pehle na marti.."